Lock down delhi 3.0

Lockdown delhi 3.0

Hello friends aapka dost apke liye phir ek new update lekar aya hai jisse ajkal puri duniya main aatank failaya huya hai to chaliyeh start kartey hai time ko bacahatey huye  lockdown 3.0 jero kya hai jisne pure bharat ko phir se sadme main dal diya hai ki sabhi logo ne socha tha ki lockdown aane wali 3 may ko khul jayega lekin jaise ki sabhi ko 1 may ko evening 6.40 pm par news ke dwara pata laga ki lockdown aur badha diya hai sabhi log aur preshan ho gaye .

Lockdown -kya hai ?

Lockdown  - jaise ki ap sabhi ne iske baare main 1 may ki sham ko apne apne news channel par sun liya hoga baki jyo reh gya hai woh hum apko bata detey hai taki apki jankari adhuri na rahe aur aapko Puri jankri mil paye jaise ki ap log dekh rahe hoge ki  pichle kuch time se indian government ne 21 March ko lockdown ko 1 and 2 part charan main sampurna bharat ko lock kiya tha taaki jyo bhi case hai unko control kiya aur abhi logo ko surakshit rakha jaye isliye lockdown kiya gaya tha par haal ki situation ko dekhtey huye situation control se bahar hoti ja rahi hai jaise ki aap sabhi log dekh rahey hai  ki nirantar corona case badhte ja rahe hai usi ko dhayan ko rakhtey sarkar ap sabhi se chathi hai ghar mai rahe surakshit rahe .

Lockdown part 1 - lockdown part one ki batein kare to thek 21 March ko modi g ne ek day janta curfew ke liye desh ki janta ko awaagman kiya tha aur sabhi ne unke is adesh ka palan kiya aur aur usi ko dekhtey hai uske agle jab stathi kabu se bahar ho gayi desh ke hith k liye apni desi ki janta ki suraksha ke humare man niye Pradhan mantri Shri Modi g ko ek bahut bada nirrnyan lena aur 21 March ki sham ko sampurna lockdown ki ghosna kaedi jisme kisi bhi tarah ki koi riyayat nahi de gayi .aur pura desh ko lockdown kar diya .

Lockdown -  2.0  dosto jaise jaise lockdown one ki samay sarni ouri hone lagi to usi hisaab se situation control hone ki bajai corona case tezi se badhne lagey aur centrel government aur state government ko galat ko dekhtey huye lockdown 2.0 ka faisla bhi lena aur sthithi ko kabu karne k liye dono ne bakhbhi sath milkar kaam kar rahe hai aur abhi ka dhyan rakh rahe hai .
Aur yaha bhi kuch aise hi hiya ki control Karne k liye sab kuch jiya jata hai par is virus ka abhi tak kafi bhayankar roop aa chuke hai jisko dekhtey hai savdhani hai suraksha mana Jana chayeh.

Lockdown -  3.0  lockdown 3.0 mai aapko batana chahtey hai ki 1 may ki sham ko sab ko lagta tha ki shayd ab kuch to riyaayat milege log kafi umeed laga kar baithey they par jaise Mha ne sabhi main news mai yeah ghosna kaedi ki abhi ki sthiithi ko dekhtey hai halat kabu nahi hai aur case abhi baadhtey jaa rahe hai abhi kisi ko baat ko lekar ya kisi bhi tarah ki koi riya yat nahi di jayege aur pehle se jyada aapko savdhani baratni padege.

Sso aaj ke liye itna baaki aapko next blog main bataya jayega .

Comments

Post a Comment